Gabbar: Arey o Sambha
Sambha: Ji Sardar
Gabbar: Kitne Admi the re?
Sambha: Do Sardar
Gabbar: Mujhe ginti nahi aati. Do kitne hotey hain?
Sambha: Sardar Do Ek ke baad ata hai.
Gabbar: Aur Do ke pehle?
Sambha: Do ke pehle Ek aata hai
Gabbar: To bich mein kaun aata hai?
Sambha: Bich mein koi nahi aata
Gabbar: To fir Dono ek saath kyon nahi atey?
Sambha: Do Ek ke baad hi aa sakta hai, kyonki Do ek se bada hai.
Gabbar: Do ek se bada hai? Kitna bada hai?
Sambha Do ek se Ek bada hai?
Gabbar: Agar Do ek se ek bada hai to ek ek se kitna bada hai?
Sambha: Sardar, Maine tumhara namak khaya hai, mujhe goli mardo par mera dimag to na khao.